Ad (728x90)

Monday, 20 April 2015

Sad Shayri Page 11

Sad Shayari

************************************************

Meri maujudagi me wo puchhte hain mujhse kahan khoye huye ho tum
aur maine kaha nazre uthakar
ki jab tum hi yahan nahi ho
to kya karenge yahan rehke hum




************************************************

Woh roj humse milte hain khayalon ke aashiyaano mein
Woh roj humse bichhadte hain zindagi ki rahon mein
Hum khwab to dekhte hain har ek pal mohabbat ke
par tooot ke bikharte hain bus nafrat ki baahon mein


************************************************

Hothon pe unke siva koi naam nahi
peeta hun jaam lekin iska koi kaam nahi
hataun kaise aapko hamari yaadon se
wafa hone ka anjam maine pehle kabhi paya nahi




************************************************

Khwaishe thi subha ho aapki ek hasi ke sath
Dopeher ho aapki khushbu ke sath
Sham aye aapki muskurahat ke sath
Raat aye to aapki bahon ke sath
ab jab aap hi nahi hai hamare sath
to ji rahe hai hum maut ke sath


************************************************

Is bebas dil ki tanhai ko kaun jane
kaun samjhe is dil ki fariyaad ko
ab to intezaar hai us pal ka
jab ye dhadkane chahe ruk jane ko


************************************************

Aansuon ki likhawat ko tum padh na sakoge
Gile kagaz pe tum kuch likh na sakoge
Yaad aayegi tumko hamari ye baatein
Jab khokar tum hame paa na sakoge




************************************************

Itne Hasin Khwab Na Dikhao Mujhe
Khwabo Ko Ek din Toot Jana Hai
Mana Akhri Saans Tak To Main Sath Hu
Lekin Sanso Ko Bhi To Ek Din Rooth Jana Hai


************************************************

Teri yaad me jara ankhe bhigo lu
Udas raat ki tanhai me solu
Akele gum ka bojh ab sambhlta nai
Agar tu mil jaye to tujse lipat kar rolu


************************************************

Wafa Na Kar Pau To Naraz Mat Hona
Dilse Utar Jau To Naraz Mat Hona
Pyar Mera Saccha Hai Ek Din Dikhaunga
Maut Mohlat Na De To Naraz Mat Hona


************************************************

Dil ki khamoshi ko majboori na samajhna
Pyar nahi karta hai jaroori na samajhna
Pyar ke liye ruh ka saath he kaafi hai
Aur pyar badhta rahe iske liye jazbaat he kaafi hai


************************************************

0 comments:

Post a Comment

Please Share Your Valuable Feedback For Us

 

Subscribe to our Newsletter

Contact our Support

Email us: Support@templateism.com

Our Team Memebers