************************************************
Jindagi hume har galti ki saja de jati he… Jo ji kar na mile maut wo maja de jati he… kya kare duniya ki duao ko??? Jab kisiki baddua hamare liye dua ban jati he……
************************************************
Aaj muddat k baad kuch likhne ki chahat hui he, Kalam uthaya to lafjon k aane ki aahat hui he….. Aaj lag raha he shayad nikal pade dil k sare raj, Ab to aakhon me bhi aansuo ki muskurahat hui he……************************************************
Yaad ban ke hansi teri . Hontho pe bhi aai….. Magar vo bekhabar … Saath main ansoo bhi le aai …************************************************
Hm to aapki yaado main jiya karte hain, aapki har muskan dil main sama lete hain, krte hain hum aapko kitana pyar Ye dil ki baat hum dil main hi chupa lete hain.
0 comments:
Post a Comment
Please Share Your Valuable Feedback For Us