Ad (728x90)

Wednesday, 14 October 2015

Dard Shayari Page 5

Dard Shayari Page 5


************************************************


ashko ke hamare kahani ajeeb hai
jinhe chaha tha hamne wo kisi or ka nasib hai
khushiyo ki tamanna ki thi is dil ne
aaj hamare mayusiya hi karib hai



************************************************


unse kya gila karen kusur hamara tha
unhe shiddat se chahna b gunah tha
marna chahte the baho me unki
lekin ye hak b hamara na tha

************************************************


reat par ghar kabhi bante nahi hai,
reat ke bane ghar kabhi tikte nahi hai
log kehte hai ki hum pather dil hai,
par inhe kya pata pather par likhe naam mitte nahi hai



************************************************


Mere Dil Mein Tha Ek Thikana Unka…
Do Kadam Bhi Unse Aaya Na Gaya…
Maine Pucha kyu…. Thoda Tune Vada Apna…
Wo Muskara ke Bole Bus Nibhaya Na Gaya…

************************************************


Waqat badalta hai zindagi ke sath
zindagi badalti hai mohabbat ke sath
Muhabbat nahi badalta apno ke sath
Bus apne badal jate hain waqat ke sath

************************************************


Meri wafa ke qabil nahi ho tum,
Pyar mile aise insaan nahi ho tum,
Dil kyun tum par aitbaar kare,
Pyar me dhoka ke aise bewafa ho tum.

************************************************


Ye guman na tha k tanha reh jayenge
hm pyar me ruswa ho jayenge
chhod diya jiske liye ye jahan
wo apno k khatir hame chhod jayenge

************************************************


sapno ka mahal tut Q jata h
jise chaho wo ruth Q jata h
chaht to sab k dil me h
phir aksar mera hi dil tut Q jata h

************************************************


Saaso ka ruk jana maut nahi hota,
aaso ka chalna zindgi nahi hota,
khud ko kurban karna padta hai,
ki apne ko apna kah dene se apna nahi hota.

************************************************


0 comments:

Post a Comment

Please Share Your Valuable Feedback For Us

 

Subscribe to our Newsletter

Contact our Support

Email us: Support@templateism.com

Our Team Memebers