************************************************
Mat karo meri batoon pe yakin , maine nashe mai hu, Woh thi hamare kareeb , mai nashe mai haun.************************************************
Pyar karna assan hai ae dost, Par hai muskil usse nibhana hai, Pyar to har koi kar leta hai jahan mein, Par muskil sacha pyar pana hai???. Lagta nahi ke sath nibhayega derr tak , Lekin wo mujhko bhool na payega derr tak, Jo bhi kareb aayega uss ke, Wo mere dastan sunaega…..************************************************
Kisi ki yaadoan ne pagal bana rakha hai, Mar na jau khi kafan sila rakha hai, Dosto jalne se pehle mera dil nikal lena kahi vo na jal jaye Jisse iss dil mai basa rakha hai.
0 comments:
Post a Comment
Please Share Your Valuable Feedback For Us