Ad (728x90)

Thursday, 28 January 2016

Sad Shayri Page 33

Sad Shayri Page 33


************************************************


Itne Gehere Naate Kbhi Tode Nhi Jate,
Beech Raah Me Humsafar Bhi Chhode Nhi Jate,
Tumse Juda Hokar Chal Padega Maut Ke Safar Par,
Fir Wapas Un Raho Se Bhi Kadam Mode Nhi Jate



************************************************


Kaise Bhula Du Mai Wo Chahaton Ka Mausam,
Jab Meri Aahon Se Sulagti Thi Sansein Teri.
Ye Aur Baat Hai Ki Tu Ho Chuki Hai Gair
Wo Jo Apna Tha Humse Hai Khafa

************************************************


Pata Nahi Kis Se Huyi Thi Kya Khata,
Be-Wajah Dil Nahi Tut-Taa Kisi Ka,
Jaan Se Bhi Zyada Unhe Pyaar Kiya Karte The,
Yaad Unhe Din-Raat Kiya Karte The,



************************************************


Ab Un Raahon Se Guzra Nahi Jaata,
Jahan Baith Kar Unka Intzaar Kiya Karte The…
Unhone dekha aur aansu ghir pade,
bhari barsaat me jaise phul bhikar pade,

************************************************


dukh vo nahi ki unhone hume alvida kaha,
dukh tho ye hai ki uske baad vo khud ro pade…
Dil dard ke samander me doob gaya,
magar in ankho se roya na gaya,
Tha itna pyaar ess Dil me,
ki uske bagair kabar me bhi soya na gaya.

************************************************


Apni kismat ke aage bebas hai Insaan,
bebas hai khuwab haqeeqat ke aage,
Koi ruki hui Dhadkan se puche,
kitna tadapta hai Dil Mohabbat ke aage.

************************************************


Bahut royi hein ye aankhen
Haqikat jaan lo juda hone se pahle,
Meri sun lo apni suna ne se pahle.
Ye soch lena bhulane se pahle,
Bahut royi hein ye aankhen muskurane se pahle.


************************************************


Na jane kaun hai hum,
na jane kya hain meri phechaan,
koi to jise hum kahe ske aapne,
jiske liye hum na rahe anjaan

************************************************


Dil se jaane waale ko kaho,
aaj is tarah jaaye ki,
Har Dil ko lage chot,
har aankh bhar aaye.

************************************************


Rukhsat ho jaayenge aapke Gulshan se,
daal se gire hue phool bankar,
Aaapki nigaahon se bah jaayenge
ham ashqon ki barish bankar

************************************************


0 comments:

Post a Comment

Please Share Your Valuable Feedback For Us

 

Subscribe to our Newsletter

Contact our Support

Email us: Support@templateism.com

Our Team Memebers