Ye Haste Muskurate Mousam Jahan Honge A Dost Janlo Hum Waha Honge Ab Aao Hum Ye Zindgi G Le Kal na Jane 2m Kaha aur Hum Kaha Honge.
************************************************
Dil ttutta to ek awaz aayee.. Cheer ke dekha to ek cheez nikal aayee.. Socha kya hoga is khali dil me??? jab paane dhokhar dekha to……
************************************************
Masjid ki namaz ya mandir ki dua ho tum, Ho khuda ka tohfa ya khud khuda ho tum, Ae mere Rab khud hi karo faisla, Dil mein rehte ho tum ya dil ki jagah ho tum
************************************************
Nasha hum kiya krte he ilzaam sharab ko diya jata he Kasoor sharab ka nai Unka hai jinka chehra hme har jaam me nazar aata he
************************************************
Es Dil Ka Haal Bhi Kuch Samundar Jaisa Hai, Shaant Hai Din Mein, Sham Ko Baichain Ho Jata Hai, Raat Aateh Aateh Kuch Alag Hee Rang Mein Dhal Jata Hai, Suraj Kee Roushani Mein Phir Chahak Jata Hai…
************************************************
Par Khuda Ne Meri Fariyaad Ko Suna Hi Nahi, Jab Poochi Khuda Se Iski Wajah, Khuda Ne Kaha, Kyun Chaahte Ho Usey Jo Tere Liye Bana Hi Nahi..?
************************************************
Muskilon Se Ghirkar Bhi Kabhi Aapka Saath Na Chhodenge, Agar Qayamat Bhi Aayegi Kisi Mod Pe To Uska Rukh Modenge, Yun To Hum Kabhi Kisi Se Kabhi Wada Nahin Kiya Karte, Par Aapse Kiye Huye Har Ek Waade Ko Kabhi Na Todenge…
************************************************
Koi Samjhe Na Humko Beshak Par Aap To Samjhte Hain, Apna Banate Hain Mere Har Gam Ko Tabhi To Hum Sambhalte Hain, Khuda Har Ek Khushi De Aapko Har Ek Gam Humko Naseeb Ho, Bas Yahi Dil Mei Sochkar Har Ek Dua Karte Hain…
************************************************
Aur Kitni Karun Main Tujhse Eiltza, Teri Be-rukhi Se Hu Main Paresaan, Mohabbat Khel Hai Fareb Ka, Par Samjhta Hi Nahi Mera Dil-e-Nadaan…
************************************************
Kab Tak Apna Dard Sine Mein Dabaye Rakhoge, Kab Tak Aansuo Ko Aankho Mein Chupaye Rakhoge, Mera Phir Se Laut Aana Mumkin Nahi, Tum Kab Tak Humari Aas Lagaye Baithoge…?
0 comments:
Post a Comment
Please Share Your Valuable Feedback For Us